Dharma Darshan
Material type:
- 9332551308
- 294Â RIS D
Item type | Current library | Call number | Status | Date due | Barcode | |
---|---|---|---|---|---|---|
![]() |
Jawaharlal Nehru Library | Available | 392774 | |||
![]() |
Jawaharlal Nehru Library | Available | 392775 |
Dharmik smasaya prachin kal se hi darshniko ke samaksh chunotiyo ke rup me udhati rahi hai. Udahran ke tor per - Eshawar, Aatma, Amrata, Moksh, Prathana, Puja-path, Tarkbudhi, Aastha, Vishvas, Devi-prakasana, Rahasayanubhuti aadi. Yah Pustak en samasyao ka ek boddhik samadhan prastut karne ka prayas karti hai. Eske sath-sath kuch any samasyae, jaise- Dharm kya hai? Kya dharm hi religion hai athva dharm ewm religion me kuch bhedh hai? Dharm, religion ewm aadhyatam ke bich kya sambandh hai? Kya vibhinn dharmo ke bich samanjasy sthapit ho sakta hai? Sarva dharm sambhav kya hai tatha eski sthapana kese sambhav hai? Dharmik parivartan ka aadhar kya hai tatha yah khan tak uchit hai? Dharm ewm vigyan ke bich kya sambandh hai?
En sabhi prashno per vistar se charcha karte hue yah pustak pramukh aastha ewm tark ke antardwand ko patne ka prayas karti hai. Dushre sabdon me, Yah dharm se sambandhit samasyao ka boddhik athva tarkik smadhan prastut karne ka prayas karti hai.
There are no comments on this title.